Akelapan shayad wajah thi - Part 4
Ab aage:- Subha achanak se meri aankh khuli. Nazar ghadi par padi to 7:30 baj chuke the. Maine idhar-udhar gardan ghumayi to dekha waha bed par koi nahi tha. Sirf main hi bina kapdo ke padi thi. Raat ki sari baatein ek hi pal mein dobara se yaad aati chali gayi. Maine bathroom ki aahat li. Waha bhi koi nahi tha. Shayad Rakesh subha jaldi uth kar chala gaya tha. Fir maine pillow liya, aur bed par chaadar odh kar let gayi. Raat ki sabhi baatein meri aankhon ke aage ek-ek karke aane lagi. Ab nasha utar chuka tha, to raat ko jo meri chudai hui thi, uske baare mein sochne lagi. Kayi sawaal dimag mein uth rahe the. Kya mujhe husband ko call karke inform karna chahiye. Ya aisa kon tha jisse main baat kar saku, ki ye maine galat kiya ya sahi. Main lete-lete bas yahi sochti rahi. Agar husband ko bataya, to uska kya reaction hoga. Basi-basayi zindagi mein bhoochal aa jayega. Ye soch kar main darr si gayi. Udhar doosri taraf maine jo raat ko sex enjoy kiya tha, wo dimag mein haavi hone laga. Yahi soch rahi thi ki tabhi doorbell baji (Mujhe andaza tha ki Usha (maid) hogi). Wo door lock khol kar andar aayi, aur mujhe bedroom mein aa kar namaste boli. (Ghar ki chaabi hamesha uske paas hi rehti hai). Aur fir kichen mein jaa kar apne kaam mein lag gayi. Main pade-pade fir se soch mein pad gayi. Bahut der sochne ke baad maine nirnay liya ki jo kuch ho gaya uske baare mein kisi ko kuch nahi bataungi. Par iske aage bhi chinta aur thi, ki Rakesh agar dobara wo sab karna chaahega, to usko kaise sambhalungi. Uska saamna kis tarah se kaise karungi. Abhi ye sab soch hi rahi thi ki Usha chai bana kar le aayi. Maine chaadar poori lapet li, aur uth kar chai peene lagi. Usha bhi sunday ko mere sath baith kar hi chai peeti hai, to wo apna cup bhi lekar aayi thi. Maine (anjaan bante hue) Usha se poocha- Main: Kal raat ko bada shor aa raha tha firse. Usha boli: Haa memsaab. Wahi purani kahani hai apni to. Par kal to maine pakka kar liya tha. Maine poocha: Kya pakka kar liya? Usha boli: Yahi ki jab tak bachha ho nahi jata, tab tak ise apne paas nahi phatakne doongi. Maine poocha: Wo kaise? Usha boli: Kal jab Rakesh main gate band karne nikla, to maine apne ghar ka door band kar diya, aur sone chali gayi. Rakesh ne bahut khatkhataya, par maine gate nahi khola. Thak haar kar wo parking waale room mein sone chala gaya. Ab to uska bistar wahi laga doongi, jab tak ki bachha nahi ho jata. Maine raahat ki saans li ki chalo kal ki raat ka use kuch bhi andaza nahi tha. Aise hi baaton-baaton mein hamne chai khatam ki, aur Usha apna kaam karne kitchen mein chali gayi. Main bhi ab uth kar seedha bathroom mein gayi, aur fresh ho kar nahane ke liye shower ke neeche khadi ho gayi. Tab maine apne shareer par jagah-jagah pade nishano ko dekha, jo raat ki kahani bayaan kar rahe the. Apne badan par sabun lagate-lagate main firse khud horny sa mehsoos karne lagi. Khair maine khud ka dhyan waha se divert kiya, aur naha kar baahar aa gayi. Sunday ka din tha, to main ghar ki dress mein taiyaar ho kar dinning table par chali gayi. Usha ne breakfast serve kiya, aur lunch ki taiyaari mein lag gayi. Lunch taiyaar karke Usha apne ghar chali gayi. Main drawing room mein aa kar sofe par let gayi. Reh-reh kar mujhe kal raat hui saari baatein yaad aa rahi thi. Badi mushkil se din beeta. Aaj mera saamna Rakesh se bilkul bhi nahi hua kyunki main ghar se bilkul bhi nahi nikli thi. Raat ka dinner karne ke baad main jab bed par leti, to mujhe baar-baar kisi ke aane ki aahat si mehsoos hoti. Par shayad darr ki wajah se Rakesh bhi us raat ko waha nahi aaya. Par kahi na kahi mujhe uske aane ka intezaar tha. Aise hi raat beet gayi. Subha uth kar main taiyaar hui, aur office ke liye nikalne lagi. Rakesh ne gaadi nikali, aur hum office ki taraf chal diye. Hum dono hi chup-chaap the. Fir Rakesh bola: Sorry memsaab. Main thoda gussa dikhate hue: Kya sorry, itna bada kaand karke sorry bol rahe ho. Tumhe pata bhi hai tumne kya kiya hai mere sath? Agar ye baat kisi ko pata lag gayi to main to kahi ki nahi rahungi. Mera mann keh raha hai tumhe saza milni chahiye (Main ek saans mein bolti chali gayi). Rakesh bola: Maaf kardo memsaab. Kal aapko dekh kar kaboo mein nahi raha, aur ye sab ho gaya. Main apne bachho ki kasam khaata hu main ye baat kisi ko nahi bolunga. Aap bhi please kisi ko mat batana. Nahi to mere bachho ka kya hoga? Ek baat sach-sach batana memsaab, kya aapko kal maza nahi aaya? Uski is baat ka mere paas koi jawaab nahi tha, to main chup ho gayi. Thodi der mein hum office pahunch gaye. Main utar kar apne cabin mein chali gayi. Din mein anmane mann se office ka thoda bahut kaam kiya, aur shaam ko ghar laut aaye. Lautate time bhi maine Rakesh se koi baat nahi ki. Ghar pahunchi to Usha raat ka khaana bana rahi thi. Wo khaana bana kar 8:30 baje apne ghar chali gayi. Maine fresh ho kar night dress pehan li. Ab main ghar mein akeli thi, to maine almirah se vodka ki bottle nikali, aur ek large pack bana kar balcony mein chali gayi. Jaldi se pehla pack khatam karke maine doosra pack bana liya, aur chair par baith kar Rakesh ke baare mein sochane lagi. Kitni bhi koshish kari par Rakesh mere dimag se nahi nikal raha tha. Uske baare mein sochte-sochte main khud ko horny feel kar rahi thi. Mujhe tha ki main kitna bhi mana karu, wo aa kar jaise-taise mujhe chod de. 2 pack peene ke baad mujhe acha khaasa nasha ho gaya tha. Bina nashe ke mujhe neend nahi aani thi, isliye maine ek pack aur banane ki sochi. Main 3 pack bana kar laut hi rahi thi, ki darwaze par halki si knock hui. Mera dil zor se dhadakne laga. Maine raaste mein khade-khade hi ek saans mein pack khatam kar diya. Mujhe yakeen tha ki darwaze par Rakesh hi hoga. Maine darwaze ke paas jaa kar poocha- Main: Kon? Rakesh bola: Main hu memsaab. Maine poocha: Kya karne aaye ho (Mera dil bahut zor se dhadak raha tha). Rakesh bola: Kaam tha aapse. Maine kaha: Kon sa kaam? Rakesh bola: Darwaza to kholiye. Fir batata hu. Maine bola: Mujhe pata hai tumhara kya kaam hai.