Bewafayi Ka Bungalow – Episode 4
Desi Chudai
This story is part of the Bewafayi Ka Bungalow series Aap padh rahe hain teen jodiyo ki kahani Afsa-Ahan, Zaid-Ziah, aur Ubaid-Ulfat jo tour par jaane ka plan karte hain. Ab tak aapne padha ki Ulfat ko apne pati Ubaid se tour par bikini pahanane ki permission mil gayi thi. Zaid ne phone par Ulfat ko uski chut ke baalo ke purane kisse sunaate huye usko sharminda kiya. Phir Ahan ne bhi Ulfat se phone par sexy talk karte huye uski jhadne mein help maangi. Ab aage… Ulfat: “Ek second ruk, main darwaja band karti hoon, kisi ne sun liya to mujhe problem ho jaayegi” Ulfat ne apne bedroom ka darwaja band kiya aur bistar par ultaa let kar phone par aahein bharna shuru kiya. Magar usko hansi jyada aa rahi thi aur wo bhaavnaaye aa nahi pa rahi thi. Ahan: “Kya kar rahi hain Ulfat, kabhi kiya nahi kya tuney! Achchhe se aahein bhar na. Achchha mera naam lekar kuchh sexy baatein kar ya chodne ke liye bol” Ulfat: “ohhh Ahan .. mujhe chod de … Oh Ahan mujhe chod de…” Ahan: “Kya yaar Ulfat, ek hi baat rat rahi hain. Kuchh alag alag bol kar maje to dila” Ulfat: “Tu chup kar. Tuney mujhe kya samjha hain, main koi professional thode hi hoon. Mujhe nahi karna yeh sab, tu khud hi kar le ab” Ahan: “Isme professional ki kya baat hain! Yeh to sab ladkiya jaanti hain. Achchha tu rahne de tere bas ka nahi hain. Main Ziah ko phone lagata hoon” Ulfat: “Tu bhulna mat, Ubaid ko phone kar dena” Ahan: “Haa baba kar dunga, tu rakh phone” Ulfat ne phone rakh diya aur phir chinta mein dub gayi. Ahan ki baatein usko chubh rahi thi. Wo phone par ek ladke ko jhadne mein madad nahi kar paayi jab ki uska shauhar Ubaid bhi uske saath sex karte jaldi hi jhad jata hain. Ulfat soch mein dub gayi ki har mard ka jhadne ka alag alag level hota hain. Ubaid jaldi jhad jata hain jabki Ahan to itni der baat karke bhi nahi jhad paaya. Kuchh samay baad Ulfat ko yaad aaya ki usko khud ko nahi pata ki tour ka kya plan hain to usko bhi pata kar lena chaahiye. Usne pehle Ziah ko phone lagaya kyu ki Afsa to apne parents ke saath busy thi jaisa Ahan ne bataya tha aur Zaid aur Ahan se pehle hi wo apmni fajihat karwa chuki thi. Ulfat: “Ziah tujhe pata hain ki tour ka kya detail plan hain! Main bhi aa rahi hoon” Ziah: “Ahan ne phone kar bataya tha mujhe thodi der pehle ki tu aa rahi hain” Ulfat: “Haa, wo washroom mein nanga baithha pata nahi kaisi gandi demand kar raha tha” Ziah: “Bataya tha usne ki tu kitni anaadi hain is maamle mein. Maine help kar di phir uski phone par” Ulfat: “To tujhe pata hain tour ka program kya hain?” Ziah: “Nahi” Ulfat ne phone rakh diya. Ahan ko phone nahi lagaana tha isliye usne himmat kar Zaid ko phone lagaya. Ulfat: “Tujhe pata hain tour ka kya detail plan hain?” Zaid: “Mujhe laga ki tujhe apni chut ke baal saaf karwaane hain isliye mujhe bulaane ke liye phone kiya hain” Ulfat: “Hain himmat to aaja mere ghar aur saaf kar de meri chut ke baal” Zaid: “Invite kar rahi hain?” Ulfat: “Tujhe tour ka plan pata hain to bata” Zaid: “Tere ghar aakar teri chut ke baal saaf karte huye tour ka plan bata deta hoon. Bol aau kya?” Ulfat: “Ek kaam kar tu shaam ko aana jab Ubaid ghar par ho, aur himmat ho to uske saamne yeh bolkar batana” Zaid: “Agar tu challenge de rahi hain to main accept kar lunga. Waise mujhe tour ka plan detail mein nahi pata hain, wo Ahan ko hi pata hain” Ulfat: “To time pass kyu kar raha tha? Chal bye” Zaid: “Sun Ulfat. Kaam ki baat hain sun. Main shaam ko aata hoon tere ghar teri safayi karne” Ulfat: “Aaja, teri achchhe se seva karungi apni sandal se” Ulfat ne phone rakh diya. Phir apne phone par remminder set kar diya ki tour par jane ke 1 din pehle usko apni chut shave karni hain varna Zaid ko sunaane ka ek aur mauka mil jaayega. Kuchh der baad Afsa ne Ulfat ko phone lagaya. Afsa: “Tu tour par aa rahi hain, mujhe Ahan ne bataya” Ulfat: “Haa Ubaid maan gaya aane ke liye” Afsa: “Tuney meri tarkib lagaayi thi na! Chudai ke time mard sab baatein maan jaate hain” Ulfat: “Haa teri hi tarkib lagaayi thi. Ab khush?” Afsa: “Maine phone dusre kaam se kiya tha. Tuney apni shaadi ke time par dher saare night gown kharide the aur tuney bataya ki ab to tu unka istemaal bhi nahi karti hain. To tour par tu mere liye koi ek night gown lekar aana jo tujhe nahi chaahiye ho” Ulfat: “Tujhe kaunsa chaahiye yeh bata! Tu ek kaam kar, mere ghar aaja khud pasand kar ke leja” Afsa: “Koi bhi chalega yaar, mere liye nahi Ahan ke liye hain” Ulfat: “Ahan ladies gown pahnega!” Afsa: “Wo nahi pahnega, main uske liye pahnungi. Ahan ko surprize karna hain bas. Ek raat ke liye gown kaun kharidega! Mujhe waise bhi shauk nahi hain. Isliye tujhse maang rahi hoon” Ulfat: “Tu kya Ahan ke ulte pulte shauk poore karti rahti hain. Tujhe pata hain wo mujhse aaj subah kya demand kar raha tha?” Afsa: “Usko phone par jhadne mein madad chaahiye thi wo kya!” Ulfat: “Haa, tujhe pata hain” Afsa: “Bataya tha usne ki tu help nahi kar paayi” Ulfat: “Aur tu hans rahi hain uski harkat par?” Afsa: “Usne bataya hi is tarah ki yaad karke meri hansi nikal rahi hain” Ulfat: “Tu bhi mera majaak uda rahi hain?” Afsa: “Nahi yaar. Ek baat bata, teri shaadishuda life thheek to chal rahi hain na?” Ulfat: “Aesa kyu puchh rahi hain?” Afsa: “Mujhse aese hi doubt ho raha hain, isliye puchh rahi hoon. Teri dost hoon” Ulfat: “Sab thheek hain.