Bhabhi Hui Meri Hawas Ki Shikaar-10
Bhabhi Ki Chudai
Pichla bhaag padhe:- Bhabhi Hui Meri Hawas Ki Shikaar-9 Pichle part mein apne padha, main bhabhi ke sath bathroom mein unki chut aur boobs ke sath khel kar unko maza dekar aaya. Main khud bhi unki chut ki mehak lekar aaya. Mujhe ab shaam ka intezaar tha ki kab wo aayengi, aur main apna lund unke liye taiyaar rakhunga. Kabhi-kabhi zyada josh mein bhi insan kuch kar nahi paata, kyunki wo sab kuch soch kar thoda over ho jata hai, aur mere sath bhi yahi hona tha. Isliye over-excited kabhi na ho. Ab aage- Shaam ke 4:00 pm ho rahe the, aur bhabhi ko unke saare kaam se free ho kar market jaane ke liye nikalna tha. Unko apne bachhe ke liye kapde laane the. Wo taiyaar hone unke kamre mein gayi, aur sath mein unke bachhe ko taiyaar karne lagi use sath le jaane ke liye. Mujhse raha nahi gaya. Main baithe-baithe bore ho raha tha. Socha ek baar bhabhi ko dekh kar aata hu unke kamre mein. Main dheere se unke kamre mein jaa pahuncha. Wo unke bachhe ko yaani mere bhatije ko taiyaar karne mein lagi thi. Jab wo use taiyaar kar rahi thi, to uska nunnu uski shorts mein se baahar aa gaya, aur use dekh kar main hans pada. Main mere bhatije ka mazaak udaane laga ki “Naanu ki nunnu dikhne lagi (aur hansne laga).” Mere bhatije ne uski mummy yani bhabhi se kaha, “Mummy, dekho chacha chidha rahe hai.” Bhabhi ne use kaha: Nahi beta, chacha bas mazaak kar rahe hai. Maine dobara usse kaha, “Naanu tera nunnu kitna chhota hai bilkul kisi gudde jaisa”. Is par mera bhatija firse bolne laga, “Mummy dekho na, chacha chidha rahe hai”. Bhabhi ne use kaha, “Beta chacha se keh do ek baar bada hone do, nunnu bhi bada ho jayega mera” aur bhabhi halki si kehte hue muskurayi. Wo meri aur palkein neeche karke dekhi. Main samajh gaya tha, aur hasne laga. Fir bhabhi ne kaha “Chalo ho gaye taiyaar. Ab jao, main bhi aati hu taiyaar ho kar. Fir hum market chalenge kapde lene.” Wo mera bhatija chala gaya, lekin main wahin khada raha. Tab bhabhi ne kaha: Kyun chidha raha tha bechare bachhe ko? Itne mein maine bhabhi ko apni aur kheencha aur kaha: Chalo bachhe ko nahi chidhata hu. Tumhe to chidha sakta hu na? Unke doodh mere shareer se chipak gaye aur main unki kamar par hath rakh kar unko masalne laga. To bhabhi ne ek “Ouch” ki aur kaha- Bhabhi: Yahan se jaa, mujhe taiyaar hona hai market jaane ke liye. Maine bhabhi se kaha: Ek shart par jaunga. Mujhe abhi ek kiss chahiye. Do aur jao. Bhabhi ne mana kar diya: Abhi koi aa jayega. Jao, shaam ki baat hui hai na hamari? Lekin main nahi maana, aur kaha: Jaldi de rahi ho ya main chaalu ho jao tere sath baby? Bhabhi ne peeche dekha aur khat se mere honth par jaldi se honth laga kar nikaal liye. Fir unhone kaha: Ab jaa. Mujhe wo kiss achi to nahi lagi, lekin kya kar sakte hai. Socha shaam ko to iski le hi loonga, jayegi kaha meri bhabhi? Fir main chala gaya, aur wo taiyaar ho kar jaane ke liye neeche aayi. Maine dekha itni khoobsurat aur itni hot dikh rahi thi wo. Gaand to saree ke upar se bhi nazar aa rahi thi, aur doodh shayad mujhe dikhane ke liye thode baahar nikaale hue the. Jab jaane ke liye nikalne wali thi, to maine bhabhi ko ishare se bagal ke kamre mein bulaya, aur kaha- Main: Achi lag rahi ho (aur zor se unka dooh daba diya). Wo peeche hati aur nikal gayi. Bhabhi ka doodh daba kar maza hi aa gaya, itna mulayam tha. Mann to kar raha tha ki abhi saree uthao, aur isi kamre ke kone mein inki chut ki opening kar du. Wo chali gayi aur kareeb 7:00 pm ko ghar aayi, aur seedhe kamre mein chali gayi. Main seedhe unke peeche bhaaga, aur jaise unke kamre mein enter hua, wo saree badal rahi thi. Saree unki nabhi se neeche padi thi. Main seedhe unka gate lagaya aur unse jaa kar chipak gaya. Main unhe betahasha choomne laga, aur unke gale par kaatne laga. Wo madhosh hone lagi thi, aur mujhe rok bhi nahi rahi thi. Main laga raha aur unke gale par kaata. Fir unke doodh par bhi kaata, aur unki ahhh ahhh nikli. Mere hath ruk hi nahi rahe the. Main josh mein unke poore shareer par hath fer raha tha. Mera hath seedhe unki chut ki aur badha, aur upar se hi unki chut ko masalne laga. Wo neeche baithne lagi jab main unki chut ko upar se masalne laga tha aur ahhh aah karne lagi. Main ghutne par baitha, aur unki nabhi par choomne laga. Fir chaatne laga. Mujhe bahut maza aa raha tha. Wo mere mathe par hath rakh kar mere baalon mein hath ghuma rahi thi. Maine unki saree neeche kari, aur main unki chaddi wali jagah par unko choomne laga. Wo mere mathe mein hath daale bas ghuma rahi thi aur ahh ahhh ahhhh kar rahi thi. Main abhi ruk gaya taaki shaam ko ache se unki chut ki opening kar saku. Fir main utha aur unhe gale laga kar unke kaan mein bolta hu, “Raat mein teri chut ko maarunga. Iske liye iska paani sambhaal kar rakh tu. Aur tu ready rehna. Aaj teri chut ko faadunga main. Teri chut ka bhonsda banaunga mere lund se”. Keh kar ek zor ki kiss uske hontho par kari, aur main nikal gaya. Main haal mein tv dekh raha tha. Bhabhi suite pehan kar neeche aayi, to muh khila hua dikh raha tha jaise chudne ke baad ladkiyan-bhabhiyan sharmati hai waise hi. Wo seedhe kitchen mein gayi jahan chhoti bhabhi khaana bana rahi thi. Wo bhi unka hath batane mein lag gayi. Choti bhabhi ne bhabhi se poocha: Bhabhi itni der kaha lag gayi? Kapde badalne mein itna time? Bhabhi ne jawab diya: Arre wo garmi itni lag rahi thi. Upar se kapde mein keeda ghus gaya tha. Bahut hi zor se kaata usne. Chhoti bhabhi ne poocha: Bhabhi kahin kaata to nahi hai? Bhabhi ne kaha: Nahi, kahin kaata to nahi hai. Tabhi chhoti bhabhi ne bhabhi ke gale par thoda nishan dekha aur kaha: Bhabhi ye kya, kaata to hai keede ne. Dekho kaise laal ho gaya hai. Bhabhi use chhupaane lagi. Bhabhi: Kahan, main raat ko boroplus laga loongi, theek ho jayega. Chal ab aur kuch bacha hai kya karne ka? Kuch aur banana hai kya? Chhoti bhabhi ne mana kar diya: Nahi, sab ban gaya hai. Ab ye log khaana khaa le to hum bhi free ho kar sone chale jaye.