College Life Ki Masti – Part 14
Desi Chudai
This story is part of the College Life Ki Masti series Sudesh ke jaane ke baad hum sabhi ne bahut masti ki lekin mere dimag me sudesh ke liye abhi bhi thoda doubt bacha tha. Tabhi akash mere paas aya aur mujhe kehne laga… Akash: kya hua be? Sab kuch toh ho gaya ab kya soch raha hai? Nil: yr mujhe ye sudesh par pehle se hi doubt hai. Kuch samjh me nahi aa raha kya karu? Akash: kuch nahi. Tu fikar mat kar main uspar thoda dhyan deta hu agar wo thik ladka nikla toh chhod denge warna… Nil: thik hai. Fir agle hi din akash ne mujhe raat ko 10 baje call kiya.. Nil: akash ka call itni raat ko? Ab kya kam hoga? Chalo dekhta hu… Maine phone utha liya… Nil: haan bol akash kya hua? Akash: yr tu aur kabir sahi keh rahe the.. ye sudesh sala sach me bahut harami hai. Nil: kyu kya hua? Akash: are yr maine abhi thodi der pehle use uske dost se baat karte hue suna. Wo keh raha tha ke wo akshata se koi pyaar nahi karta. Use toh sirf akshata ke jism se pyaar tha. Uski khubsurati ke wo maje lena chahta tha. Nil: hmm mujhe laga hi tha ke sala bada kamina hai. toh karna hai abhi? Akash: mere khayal se abhi kuch bhi nahi karte hai agar kuch kiya usne toh fir dekh lenge. Nil: okay. Akash: thik hai kal subah college me milte hai. By Nil: ok bye.. Us raat ko main ye soch raha tha ke accha hua akshata ke ye sab plan tha warna agar wo sach me sudesh ke sath hoti toh pata nahi uska kya haal hota…. Tabhi mujhe aditi ka msg aaya. Aur shuru ho gayi hum dono ki flirting…. Ye sab nahi bataunga abhi warna story bahut lambi ho jayegi. Aditi ke sath bat karne ke baad main so gaya. Agle din subah college jaate hi main sabhj se mila us din kabir aur akshata nahi aaye the. Maine dosto se pucha toh mujhe pata chala ke aaj un dono ka movie dekhne ka plan hai toh maine unhe disturb nahi kiya. Us din aditi aur rathika bhi nahi thi. Sirf main, madhura, rutuja, akash aur satish hi the. Hum sabhi ne milkar college attend kiya. Issi beech mujhe kuch kam tha isliye maine madhura ka phone liya hua tha. Mujhe phone ke andar ek app dikha jo personal diary naam se tha. Mujhe laga ke shayad isme mujhe kuch pata chale madhura ke baare me. Isliye maine wo saara text copy kiya aur whatsapp par mujhe paste kar ke send kar diya aur uske baad madhura ko naa dikhe isliye uske liye delete kar diya. Maine socha ke ghar jakar padhunga raat ko ke madhura ka kya chakkar hai. Us din jyada maja nahi aaya kyu ke baki ke dost nahi the. Ghar jaate samay madhura ne mujhe kaha ke main use uske ghar pe drop karu. Maine haa keh diya. Chalo yr aap sab madhura ko bhool chuke honge toh aapko iss hasina ki details fir se de deta hu. Madhura: madhura dikhne me bahut gori thi aur cute bhi. Perfect figure tha uska jisse wo sab ko pasand aati thi. Lekin wo thodi selfish type ladki thi. Wo aise ladke par nazar rakhti thi jo hoshiyar ho, amir ho. Bahut ladke uspe line marte the. Madhura ke boobs bade the jisse usse koi bhi dekhta to pehle uske boobs pe nazar padti thi. Figure 36-28-36. Madhura har waqt tight jeans top pehenti thi jisse uski taraf ladke attract ho. Use cars, bikes, handsome ladke, inn sab ka pagalpan tha. Isliye wo hot ladko se dosti karke rakhti thi. Wo har waqt apne jism par bahut saara perfume lagati thi jo behad attractive tha. Sach me ladko ko bina kuch bol khud ki taraf kaise attract karna hai aur khud ke mann ki baat ladko se kaise puri karani hai ye usse acche se pata tha. Maine aur madhura ne baki dosto ko bye kaha aur hum dono ghar jaane ke liye college ki parking me jaane lage. Madhura: ek baat sach sach batana mujhe… Bataoge? Nil: haan pucho.. Madhura: yr tumhara aur aditi ka kya chakkar hai? Tum dono ek dusre se pyaar karte ho kya? Nil: ye kyu puch rahi ho? Madhura: bata na yr. Mujhse kyu chhupa raha hai main toh teri best friend hu na? Nil: oye ye kab tay hua? Madhura: kya? Nil: best friend wala? Madhura: dekh tu apni bike sirf apne best friends ko hi bithata hai aur aaj meri chance hai so hue na hum dono best friends? Nil: hmm hoshiyar ho… Madhura (blushes): woh toh bachpan se hi hu…. Tumne kabhi gaur kiya hota toh mujhe apni gf bana lete… Nil: kya? Madhura: nothing! Ab chale…. Fir hum dono wahan se nikal gaye aur madhura ke ghar ki taraf jaane lage. Bike par madhura mujhse bahut chipak ke baithi thi jisse uske boobs mujhe mehsus hone lage the. Bahut mulayam sa feel hone laga mujhe. Maine janbujke brake nahi lagaya lekin kabhi kabhi lagan padta tha tab wo puri mere upar hi aa jaati thi. Lekin thodi der baad pata nahi use kya hua… Madhura: accha suno na… Agar itna brake lagane ka mann kar raha hai toh fir mere bf ban jaao. Fir toh jab chahe brake laga lena… Nil: are nahi nahi. Tum mujhe galat samjh rahi ho. Maine jaanbujke nahi lagaya, wo traffic ki wajah se lagana pada mujhe. Madhura: accha lekin mujhe laga ke…… Nil: aisa mat socho yr main accha ladka hu…. Madhura: hahaha are daro mat main toh dekh rahi thi ke tumhari reaction kya hoti hai aise kehne pe… Nil: hmm Fir bahut saari baatein karte karte main uske ghar pe aa gaya aur use drop kar diya. Usne mujhe andar bulaya. Main uske ghar pe gaya aur hall me baitha toh uski mummy ne mujhe hii kaha Madhura ki Mummy: hello beta… Nil: hello aunty… Mera naam…. Madhura ki Mummy: Nil hai… Pata hai mujhe. Maine tumhare baare me bahut kuch suna hai madhura ke baare me. Nil (sochte hue): yr mere baare aisa kya bataya hai isne? Main toh isse jyada baatein bhi nahi karta…. Nil: ok aunty… Madhura: nil tum baitho main abhi change kar ke aati hu…. Nil: okay. Madhura change karne gayi tab tak main Madhura ki Mummy se baat karne laga. Tabhi mujhe pata chala ke uske papa nahi hai lekin jaate jaate unhone bahut saara paisa un dono ke naam kar diya tha jisse un dono ko paiso ki koi kami nahi mehsus ho. Aunty ne mujhe ye bhi bataya ke madhura ko shopping karna bahut pasand hai toh maine jaldbaji me keh diya ke aunty ye toh pure college ko pata hai.