College Life Ki Masti – Part 6
Desi Chudai
This story is part of the College Life Ki Masti series Hello dosto, to pichhli kahani me aapne padha tha ke maine neha ko raat bhar chod chod ke uski seal tod di thi. Aur itni bhari bharkam chudai ki wajah se wo bimar pad gayi thi. Neha ke ghar se main college ke liye nikal raha tha tabhi maine dekha ke humari colony me mere ghar ke paas ek nayi family rehne aayi thi. Wo log apna saman le kar uss ghar me rakh rahe the. Maine socha hoga koi 2 din me meri mummy ko sab khabar mil jaayegi inke baare me. Aur wahan se main sidha college ke liye nikal gaya. College campus me pahunchte hi college ke ladke meri taraf dekh rahe the unko laga ke aaj bhi neha mere sath college aayi hai magar unko kya pata ke wo jisse apne sapne me chodte hai maine usse chod chod ke uska baja bajaya hai.. Saamne jakar maine parking me bike park ki aur college me jaane laga. Class ki taraf jaa raha tha tabhi mujhe raaste me rathika mili. Rathika: hii nil, good morning! Nil: hii rathika, good morning. Rathika: tumhare dost kaha hai? Aaj dikh nahi rahe hai. Nil: haan pata nahi honge yahi kahi. Lagta hai class me gaye honge. Rathika: hmm. Tabhi picche se kabir aaya. Kabir: hey buddy good morning, are satish aur akash kaha hai? Nil: good morning.. Pata nahi yaar mujhe bhi dikh nahi rahe hai. Maine call kiya tha lekin dono ka phone nahi lag raha hai. Tabhi rathika ne unn dono ki taraf point karte hue kaha Rathika: are wo dekho. Wo sab log wahan hai, chalo hum unke paas jaate hai. Kabir: haan chalo. Satish aur akash wo dono ladkiyon ke sath baithkar maje le rahe the. Humare class ke bahar satish, akash, madhura, rutuja, akshata ye sab log gappe maar rahe the. Nil: (un sab ke paas jaane ke baad) accha beta roj tum dono college ke bahar mera intezaar karte the. Aur jaise hi ladkiyon ke sath dosti hui ke mujhe bhul gaye? Akash: abe wo baat nahi hai yaar, hum dono pehle bahar hi khade the lekin baad me ye teeno aayi aur fir. Satish: fir ye hume yahan par le aayi. Nil: thik hai. Rutuja: nil waise tum aaj bahut smart dikh rahe ho. Nil: sacchi? Thank you. Kabir: madhura wo aditi kaha hai? Nil mujhe abhi puch raha tha.. Nil: (shock hote hue) are maine kab pucha yaar? Kuch bhi bolta rehta hai tu. Madhura: haan wo abhi aane wali hai. Aati hi hogi. Akshata: (akshata kabir ko pasand karti hai) waise kabir tum single ho yaa nahi? Nil: nhi nhi akshata kabir to pehle se hi set hai. Uski girlfriend bhi hai. Hai na kabir? Kabir: haan. Main delhi ke college me tha na to wahan par hum dono mile the aur. Akshata: (jealous hote hue) are wo dekho aditi aa gayi. Har baar ki tarha aditi aaj bhi bahut khubsurat dikh rahi thi. Aditi: hii guys, yahan class ke bahar kya kar rahe ho aap sab? Chalo andar baithkar baate karte hai. Satish: thodi der ruko na aditi. Rathika: haan yaar yahi rukte hai jaise hi sir aate hai phir chalenge. Nil: haan. Waise aditi aaj tum bahut khubsurat dikh rahi ho. Satish, akash aur kabir: (mujhe chidhate hue) waise aditi nil ko tumse kuch kaam tha. Kal se hum teeno ko tumhare baare me kuch na kuch bol raha tha.. Jara tum pucho ise kya kam hai. Aditi: (meri taraf dekhkar muskurate hue) ohh. To bolo nil mujhe kyu itna yaad kar rahe the? Nil: (sharmate hue) haan wo kuch puchna tha tumse isliye. Aditi: haan to puchho naa. Kuch kaam tha kya? Nil: kuch kaam to nhi tha. Thoda private hai main tumhe fir kabhi batata hu. Kabir: are harami ab puch na aditi se. Kal se hum sab ke pichhe laga hua tha aditi se yaa puchna hai wo puchna hai. Aur ab samne hai to bol raha hai ke fir kabhi puchunga. Iss baat par hum sab hasne lage the, aur tabhi teacher bhi aa gaye isliye hum sab class mein chale gaye. College khatam hote hi hum sab log bahar aa gaye aur thodi der baatein ki, sab kehne lage ke ab ghar ke liye nikalte hai. Tabhi mujhe satish ne pucha ke. Satish: are nil wo neha kahan hai? Aaj wo kahi dikh nahi rahi hai. Nil: are wo thodi bimar hai, isliye wo ab 2-3 din college nahi aayegi. Akash: kyu kya hua usse? Kal tak to achhi khasi thi, bahut maje kr rahi thi. Nil: are uss maje ki wajah se uski ye halat ho gayi. Akshata: matlab? Aisa kya kiya nil usne? Nil: nahi nahi kuch nahi kiya usne wo bas maine aise hi kaha tha. Rathika: to chale nil ghar pe, sath me nikalte hai. Nil: nahi rathika wo aaj mujhe aur aditi ko kuch kaam hai isliye hume bahar jaana hai. Aditi: kaha jaana hai nil? Mujhe nahi bataya tune? Rutuja: lagta hai tujhe propose karne kahi le jaa raha hai. Madhura: haan mujhe bhi lagta hai. Jara sambhal ke jaana dono, aditi jara bach ke rehna nil se aaj kal tum par bahut dhyan hai iska. Aditi: (sharmate hue) stop it yaar, aisa kuch nahi hai. Kabir: aur haan aditi tumhari bhi nil ke sath bahut ban rahi hai aaj kal., kyaa baat hai?? Aditi: (sharmate hue) please aap sab jao yahan se ab. Aisa kuch nahi hai. Nil: oye ab aur naa satao aditi ko. Ghar jao yaar aap sab. Aur chinta naa karo. Rathika: (jealous hote hue) ok. Akash: chalo bye bye, kal milte hai. Nil aur aditi: haan bye. Ye kehte hue sab log wahan se nikal gaye. Ab sirf main aur aditi hi the. Isliye hum dono meri bike par ek coffee shop par gaye jahan par saare couples aate hai. Hum dono wahan par jaate hi aditi ko sab pata chal gaya ke mere dil me uske liye kya feeling hai. Aditi: ohhh to ye plan hai. Nil: (sharmate hue) haan. Aditi: come on yaar itna kyu sharma rahe ho tum? Nil: pata nahi par tum sath hoti ho to jo bolna chahta hu wo nahi bol pata. Aditi: ok baba ab pehle hum andar chale yaa fir yahi par baatein karne ka irada hai? Nil: haan haan andar chalte hai.. Fir hum dono uss coffee shop me chale gaye aur ek table par jaa kar baith gaye. Wahan par saare couples hi baithe the isliye hume koi dikkat nahi thi, fir hum dono ne order kiya aur hum dono yahan wahan ki baatein karne lage the. Maine aditi ko propose karna chahta tha uss din lekin laga ke aur kuch din wait karna chahiye mujhe. Uski taraf se kya response hai wo bhi mujhe pata hona chahiye.