Gold heart wali desi aunty – Part 1
Desi
Submit Report This story is part of the Gold heart wali desi aunty series Hello everyone, I am back with my recent incident. Ye story kuch month pehle ki hai. Ye story badi hai, aur main detail mein bataunga to thoda boring lag sakta hai aap sab ko. Par aapko poori feel hogi ye story. Mere friend ki shop hai to kabhi-kabhi main uski shop mein chala jata hu, aur kabhi-kabhi wo shop mere hawale chhodh ke chala jata hai. Ek din waise hi dopahar ke time main bore ho raha tha akele, to uski shop par chala gaya. To wo bola: Thoda dhyan rakhna, main khaana khaa ke aata hu. Us time 1 baj raha tha, aur us time utne log nahi aate hai. To main bhi relax hoke baitha tha. Tabhi ek lady aayi aur kuch samaan boli. Maine wo sara samaan nikaal diya. Jab price ki baat aayi, to maine jo packet par tha wo to bata diya. Par jis par price nahi likha tha uska price mujhe nahi pata tha. To maine dost ko call ki, aur poocha. Fir maine price unko bataya, aur paise deke wo samaan leke chali gayi. Fir main kuch dino baad dobara gaya to waise hi hua. Dost khaana khaane chala gaya. Tabhi wo aunty dobara aayi. Is baar bhi unhone samaan bola. Maine price bataya aur wo leke chali gayi. Next day main subha morning walk par gaya park mein, to mujhe wahi aunty dikhi. Aunty ne mujhe dekha, aur fir wo apni walk karne lagi. Maine bhi unko dekha, aur koi response nahi kiya. Kuch dino baad main firse shop par gaya, aur dost khaana khaane chala gaya. Aunty us din bhi aayi, samaan liya unhone, aur chali gayi. Main bhi normal hi tha, to maine utna dhyan nahi diya. Aise hi 1 month ho gaya. Aunty aati, samaan leti, aur chali jati. Maine socha apne friend se poochta hu uske baare mein. Fir jab maine poocha to usne bataya, ki usne aaj tak unko nahi dekha tha. To shayad jab main jata tha, tabhi wo aati thi. Mujhe bhi kuch samajh nahi aa raha tha. Ek din baarish ho rahi thi. Aunty aayi umbrella leke. Samaan is baar zyada tha unka, aur main hi akele shop par tha. Maine waise hi samaan nikala, price bataya, par aunty ne bola- Aunty: Samaan zyada hai. To kisi ko bhej ke samaan mere ghar par pahunchwa doge kya? Maine bola: Abhi to koi hai nahi, aur baarish bhi ho rahi hai. To aunty ne bola: Koi na, baarish band hogi to pahuncha doge? Maine bola: Okay. Fir unhone mujhe apna number diya, aur ghar bataya. 1 ghante baad baarish band hui, aur mera dost aaya. Maine usko bataya to unse bola ki main hi chala jau, kyunki usko dukan dekhni thi. Usne kaha ki main samaan deke apne ghar chala jau. Fir main samaan leke gaya. Waha jaake maine unko call ki, to unka flat 6th floor par tha. Main lift se gaya, aur door bell bajayi. Aunty baahar aayi, aur boli- Aunty: Thank you meri help karne ke liye. Fir unhone andar bulaya mujhe. Maine bola: Arre koi nahi, main chalta hu. To unhone bola: Arre aao na, chale jana. Fir main andar gaya. Ab aunty mere aage thi. Maine unko dekha to pehli baar notice kiya unko. Ynhone saree pehan rakhi thi violet color ki. Chal rahi thi jab wo, to unki gaand thodi badi thi, aur gazab ka upar-neeche ho raha tha. Unka figure 36-34-38 aise hi kuch tha. Boobs bhi bade the unke, aur pet aur belly unka kam tha. Kyunki wo roz morning walk karti thi, aur unki gaand badi hi wide tha. Fir unka samaan maine kitchen mein rakha aur aunty ne bola sofa ki taraf ishara karke- Aunty: Baitho, kya loge? Maine bola: Kuch nahi aunty. Wo boli: Arre sharmao nahi, bolo. Maine paani maanga to aunty kuch mithayi aur paani layi. Fir maine paani pee liya. Aunty bhi baith gayi, aur poochi: Tum kya karte ho? Maine bola: Aunty college kar raha hu. To unhone bola: College bhi karte ho, aur shop bhi, kaise? Maine bataya: Wo shop meri nahi hai, mere friend ki hai. Kabhi-kabhi bas aise hi akele room par bore hota hu to chala jata hu. To unhone sorry bolte hue kaha: Mujhe nahi pata tha, aur maine tumse apna ghar ka samaan mangwa liya. Maine bola: Arre koi nahi aunty, sorry nahi bolo. Help karna meri aadat hai. Fir unhone bola: Wo to dikh raha hai, ki friend ki dukan bhi sambhaal lete ho, aur samaan bhi deliver kar diya. Fir maine poocha: Aunty aap akele rehti ho? To wo boli: Haa, meri ek beti hai, jo ki padhayi ke liye Bangalore gayi hai. Meri age 38 hai, aur mere husband ek private job mein hai. Wo zyada time out of town hi rehte hai. To main akele hi rehti hu, isliye mujhe hi sara samaan lana padta hai. Fir wo mere baare mein poochi, to maine bhi bataya- Main: Main akele hi rehta hu. Maine unko apna room bhi bataya. Fir unhone poocha: Bore nahi hote? Maine bola: Hota hu na, bahut. Par college chala jata hu, to theek rehta hai. Fir shaam ka time ho gaya tha, to maine bola- Main: Okay aunty, chalta hu. Fir main gate ke paas gaya aur bye bola, aur bola- Main: Aapko kuch bhi samaan ki zaroorat ho, aap mujhe bolna. Main laa doonga. Unhone bola: Arre koi na, main kar loongi. But thanks poochne ke liye. Fir main room par aa gaya. Kuch dino baad ek call aayi shaam ko 4 baje. Maine phone uthaya to udhar se awaaz aayi. Aunty: Hello kaise ho? Main: Theek hu, aap kon? Aunty: Main, jiske ghar aap kuch din pehle samaan dene aaye the. Main: Haa aunty, boliye kaisi ho aap? Aunty: Theek hu, kya kar rahe ho? Main: Kuch nahi, room par hu. Aunty: Acha thodi help chahiye thi tumhari. Main: Hanji aunty boliye na. Aunty: Meri tabiyat sahi nahi hai, aur mujhe dawa chahiye thi. Laa doge kya please? Main: Ji aunty boliye na, laa doonga. Aunty: WhatsApp kar di hai dawa, aur paise transfer kar deti hu. Konsa payment app use karte ho? Main: Arre aunty koi na, paisa baad mein dena, main dawa laa deta hu pehle. Aunty: Okay. Fir main medical shop gaya, dawa li, aur aunty ke flat par gaya aur bell bajayi. Aunty ne door khola. Unke face se pata lag raha tha, ki tabiyat sahi nahi thi unki. Maine dawa di unko aur bola- Main: Aap theek ho? Unhone bola: Haa, bas thodi tabiyat down hai. Fir unhone andar bulaya mujhe aur bithaya. Mujhse aunty se poocha: Kya loge? Maine bola: Arre nahi aunty, aap baitho mujhe kuch nahi chahiye.