Kumar Apartment : Season 2 – Part 69.1 (Shobha Bhabhi Ki Pavitrata Ka Dhong)
Narrated by Shobha Hello, main Shobha, pichle baar episode 63 mein aap logo ne meri gym wali kartoot dekhi. Gym mein us ladke ke sath achchi chudayi kar main ek naye din ke liye poori taro tazaa ho chuki thi. Kareeb 12 baje ghar wapas aayi aur tab dekhi to phone mein 3 miscall padi thi. Pehla Rakesh ka aur fir dusre do uske dost Naveen ka. Naveen ko to aap bhule nahi honge. Rakesh ke baad Naveen ka call aaya iska matlab shayad Rakesh aur Naveen ki kuch baat hui hogi. Pata nahi ab mere pati-dev mere liye kaonsi agli pariksha rakhe the. Ye janne ke liye Naveen ko phone ki. Naveen: Hi Shobha, kaisi ho? Main: Theek hun, tum sunao, kafi busy the kal. Naveen: Are haan, woh main apni girlfriend ke sath tha to tumhara call attend nahi kar paya. Main: Koi baat nahi, kyu call kiye the? Naveen: Haan, woh Rakesh phone kiya tha. Main: Hmm to? Tumne kuch bataya use? Naveen: Haan wahi jo tumne use batane ko kaha tha uske alawa kuch nahi. Main: Good boy, aur? Naveen: Aur usne plan kiya hai ki aaj tum bank ke manager se milogi. Main hasti hui boli: Ha-ha-ha, bank manager, hmmm, kya naam hai tumhare dusre friend? Naveen: Tushaar, Tushaar naam hai uska. Main: Hmm, theek hai is Tushaar ko tumne kuch bataya to nahi? Naveen: Nahi, kuch nahi bataya. Bharosa rakho. Main: Hmm, to kaha milna hai use? Naveen: Hmm woh to poocha nahi. Ek 10-15 minute do main wapas call karta hun poochke. Main: Hmm theek hai, call karke batao mujhe jaldi. Iske baad main call kaati aur sochne lagi ki mere pati Rakesh meri loyality test ke peeche kitna bada kaand mujhse karwa rahe hai. Ye soch main uthi aur seedhe nahane chali gayi. Agke 15–20-minute nahakar bahar nikli to Naveen ka miscall tha. Main use wapas call ki. Naveen: Hello, busy thi kya? Main: Haan main naha rahi thi, ab bolo. Naveen: Mmm hmm, kiske ke sath naha rahi thi? Main: Pani aur sabun ke sath, ha-ha-ha, ab bolo bhi. Naveen: Haan woh Tushaar bola aaj woh bank manager bann kar tumhare ghar hi ayega. Main: Ghar, yaha kyu? Naveen: Suno to. Main: Hmmm. Naveen: Ab woh aise to nahi tumhe kahi bhi bula lega na aur yoon hi mill lega. To kuch der pahle Rakesh, Tushaar aur meri conference mein baat hui. Main: Oh, to Rakesh bhi? Naveen: Haan, Rakesh ne plan kiya hai ki Tushaar aaj tumhare yaha ayega, pichli baar ke paper sahi nahi hue bolkar. Main: Hmmm, kab tak ayega woh? Naveen: Abhi shayad woh tumhare ghar ko nikal gaya hoga. Apne hisaab se tum sambhal lena ab, aur baad mein mujhe batana kya hua. Main: Ok Naveen, thanks. Naveen: Are koi baat nahi Shobha, thanks ke badle kuch aur hi de dena. Main: Ghabrao mat, tum mere liye jo kar rahe ho uski achchi keemat doongi, bye. Main phone kaat kar sochne lagi ki ye ab aane wala Tushaar kaisa hoga. Nakli bank karya kartao ko nakli bank to mili nahi hogi. Issi liye mere ghar aane ki baat hui hogi. Khair jo bhi hai sab mere pati ki hi to den hai. Kash ye banda bhi Naveen ke tarah mere isharo pe naachne ko raazi ho jaye. Ye sab soch mein wardrobe kholi aur sochne lagi ki aaj kyu na ek achchi gharelu patni banu. Saari to pehan sakti hun par kafi der lagegi. Ye soch main ek gulabi rang ki suit aur salwaar pehanli, par andar na bra pehni na panty. Sochi ki us Tushaar ko aaj desi bhabhi ke darshan karaungi. Honto pe gulabi lipstick, mang mein halki sindoor aur maathe pe bindiya lagakar main taiyaar thi. Kareeb 1 baje darwaaze ki ghanti baji. Samajh gayi ki ye wahi hoga. Aayine mein khud ko tareefo bhari nazar se dekhi aur fir darwaaze ko kholne chal padi. Darwaaza kholte hi samne ek handsome banda khada tha. Height kareeb 5’10 ya 6 feet ke barabar. Naveen se lamba tha. Mujhe sachme nahi jaanti thi abtak ki Rakesh ke itne handsome dost bhi hai. Jinse usne mujhe abtak milwaya nahi tha aur shayad mujhe bhi dekh uski aankho mein ek alag si chamak daud padi thi. Main anjaan banti hui poochi: Ji aap kaon? Woh: Mera naam Tushaar hai, Maxis bank se aaya hun. Main: Oh ok, kyu? Tushaar: Woh Mr. Rakesh ka ghar yahi hai na? Main: Ji haan bilkul. Main unki patni hun. Tushaar: Oh Namaste, unhone loan ki baat batai hogi na? Main: Ji haan, aur aapke bank se kal bhi koi aaya tha, naam yaad nahi aa rahi mujhe. Tushaar: Haan, kal ke paper works mein kuch galtiya rah gayi thi, to main hi aa gaya aapko saari agreements batane ko. Main: Aap? Tushaar: Ji main maxis bank ka manager hun. Kyu ki new year ki choutti chalu hai, sare employees chutti par hai to main khud hi aa gaya verification ke liye. Main: Oh, please andar aaiyiye. Aap mujhe bula lete, main aa jaati bank ko. Tushaar andar aata hua bola: Aaaa, nahi nahi, koi baat nahi. Main darwaze ko band karti hui uske peet peeche muskurati hui sochi ki koi bank ho to na bulaye ye mujhe. Fir main use living room ke taraf le jaati hui boli: Please baithiye na. Tushar: Haan bilkul madam. Main: Madam bolne ki zarurat nahi hai aapko, waise Shobha naam hai mera, peene ko chai coffee kuch? Tushaar: Are nahi, thank you. Main: Aise kaise, kuch to lena hi hoga aapko akhir aap mere liye yaha taka aye jo hai. Tushaar: Ji… Main: Mere liye matlab hamare liye, loan ke liye. Tushaar: Ji haan, woh to mera kaam hai. Main: Haan to bataiye chai ya coofee? Main apni honto ko todi thirchi muskaan dekar aage boli: Ya fir kuch aur lenge? Tushaar: Ji ek cup coffee hi bana dijiye to fir. Main: Haan theek hai lekin agar aap mujhe ye Ji lagakar bolna band kiye to, ha-ha-ha! Tushar: Oh sorry, theek hai Shobha hi bolunga. Fir main kitchen ko chali gayi aur coffee banane lagi. Sochne lagi ki ye banda to apne character mein kafi duba hua hai. Khair achcha hi hai, is khel mein aur bhi maza ayega ab. 5 minute hue aur doodh ubal hi rahi thi jab kitchen ke darwaaze par awaaz aayi: Aapka ghar bohut achcha hai. Main apne soch-vicharo mein khadi thi. Jab Tushaar ke achanak bolne par mein chaok uthi aur mere haat se chamach neeche gir padi. Main: Oh aap! Huff, chaoka diya aapne. Tushaar: Are maaf karna, mujhe awaaz karke aani chahiye thi.