Maya Ka Saya – Episode 7
Desi Chudai
This story is part of the Maya Ka Saya series Ab tak aapne padha ki Mohit ki girlfriend Dimple abhi bhi us se naaraj thi aur usko shaadi hone tak chodne se mana kar diya. Pareshan hokar Mohit phir Maya ke paas aaya aur bina protection chudai karne laga. Par is beech Daksh aur Dimple waha aa gaye the aur Mohit ne sweekar kar liya ki wo aur Maya ek dusre ko chahte hain. Ab aage… Daksh aur Dimple ne meri baat sunkar ek dusre ki taraf dekha. Phir Dimple ke chehre par ek halki si smile aa gayi. Mujhe yakeen nahi ho raha tha ki wo is situation me smile kar rahi thi. Ya phir us sadme me thoda paagal ho gayi thi. Dimple: “Itna time laga diya yeh batane me! Pasand to wo tumhe bahut pahle hi aa gayi thi!” Meri to sitti pitti ghum ho gayi thi ki Dimple yeh kya bol rahi thi. Aage jo suna to mujhe yakeen nahi hua ki yeh kya hua tha. Maya: “Ghabrao mat Mohit, maine hi plan kiya tha aur Maya ko tumhaare najdik laane ki koshish ki thi. Mujhe pata tha ki Maya tumhaare liye perfect hain” Main ab Daksh ki surat dekhne laga. Maya to uski girlfriend hain, usko Dimple ki baat sunkar bura nahi lag raha tha kya! Par wo bhi halka sa smile kar raha tha. Matlab wo bhi mila hua tha! Dimple: “Maya aur Daksh partner nahi hain. Wo to ek dusre ko kuchh din pahle tak jaante tak nahi the. In dono ke beech koi relation bhi nahi hain” Mujhe kuchh samajh nahi aa raha tha ki yeh kya ho raha hain. Magar Dimple ne phir puri baat batana shuru kiya. Dimple: “Mohit tumko mujhse jo ummeedein hain wo main pura nahi kar sakti. Tum mujhe chhote kapdo me dekhna chahte ho, jo mujhe pasand nahi. Tum laaparvaah ho late latif ho, jo ki mujhe pasand nahi. Aesi kitni hi chije hain jaha hum ek nahi hain, isliye hamara relation ek bojh ban chuka hain jaha main aur tum dono ek dusre se khush nahi hain” Main: “To tum mujhe bol sakti thi, is tarah ek anjaan ladki ko fasaane ki kya jarurat thi” Dimple: “Maya anjaan ladki nahi hain. Yeh hamare hi college me padhti thi. Tum college ke popular boy the, yeh tumhe chahti thi. Mere paas bhi aayi thi, par tab hum dono relation me the islliye isne kuchh nahi kiya. Par main aur Maya hamesha contact me rahe. Yeh tumhaare pyaar me kuchh bhi kar sakti hain, isliye mujhe laga ki tumhaare liye main nahi, Maya hi thheek rahegi” Main: “Magar yeh sab naatak kyu!” Dimple: “Hamari itne time ki relationship hain, main agar breakup karti to tumhe bura lagta. Isliye tumhe pahle Maya se milwana jaruri tha, taaki tum is se milkar isko samjho aur pasand kar lo” Main: “Phir Daksh beech me kaise aaya? Tum Maya ko apni saheli bata kar bhi milwa sakti thi” Dimple: “Daksh beech me nahi aaya, tum mere aur Daksh ke beech me aaye” Main: “Kya! tum daksh ko jaanti thi!” Dimple: “Hum dono ek hi office me hain. Hum dono ki aadtein itni milti hain. Meri tarah time ka punctual hain, zimmedaar hain. Mujhe force nahi karta aur bahut adjustive hain. jaisa ladka mujhe chahiye, waisa hi hain.” Daksh: “Mujhe nahi pata tha ki Dimple pahle hi relationship me hain aur uska boyfriend mera school friend hi niklega. Ek mahine pahle hi maine Dimple ko propose kiya tha, tab pata chala ki wo single nahi hain. Par usne kaha ki wo tumse waise hi alag hona chahti hain” Dimple: “Daksh ko maine tumhaari photo dikhayi to wo tumhe pahchaan gaya. Mohit main tumhara dil ekdum se nahi todna chahti thi. Phir Maya ka khyaal aaya aur phir hume yeh sab plan kiya. Hum sirf tumhe tumhaare sachche pyaar se milwana chahte the” Main: “To phir seedhi seedhi clear baat kar lete!” Dimple: “Hum tumhaare muh se bulwana chahte the ki tum mujhse jyada Maya ko chahte ho aur khud mere sath break-up karna chahte ho” Main: “Isliye tumne mujhe ek mahine se chodne nahi diya! Kyu ki tum Daksh ko partner maan chuki thi?” Dimple: “Haa” Main: “To kal raat ko Daksh tumhaare bedroom me soya tha matlab tum dono … tumne mere saath cheating ki!” Dimple: “Tum galat samajh rahe ho. Daksh ko shadi ke pahle physical relation banaane me koi interest nahi hain. Uski car sach me kharab huyi thi raat ko, isliye mere yaha ruka tha” Main: “Tum mere saath ghar chalo. Mujhe tumhaare saath baat karni hain akele me” Pure raaste hamari baat nahi huyi. Man me ajeeb ajeeb khayal aa rahe the. Main ab Dimple ko lekar uske ghar aa gaya. Main: “Tum logo ne plan karke mere saath dhokha kiya hain. Yeh saajish hain mere khilaaf. Mujhe honey trap me fasaay hain. Dimple main tumse pyaar karta hoon aur tumse break up nahi kar sakta” Dimple: “Par abhi abhi to tumne kaha tha ki tum Maya ko partner banana chahte ho, wo tumhaare liye jyada suitable hain” Main: “Tab mujhe pata nahi tha ki yeh sab planning thi. Dimple main tumhe nahi chhod sakta. Tum sirf meri ho, hamaare beech koi nahi aa sakta” Dimple: “Tumne Maya ko abhi haa kaha tha, aur abhi mana kar rahe ho. Us bechari ka socho, tumne uske saath kya kiya hain!” Main: “Usne jo bhi kiya, wo apni marji se kiya hain. Maine koi force to nahi kiya usko” Dimple: “Agar main kahu ki kal raat Daksh ne mujhe bhi choda hain to kya phir bhi tum mujhe apnaaoge?” Main: “Tum jhoothh bol rahi ho?” Dimple: “Tumne table par padi emergency pill dekh li par bed ke side me pada condom ka khali pouch nahi dikha?” Main: “Yeh kya bol rahi ho tum? Tum baahar sofe par soyi thi!” Dimple: “Sofe par koi chaadar dekha tha kya tumne! Nahi na, main Daksh ke saath ek hi bed par soyi thi aur Daksh ne mujhe choda tha” Main: “Magar tum to kah rahi thi ki Daksh shadi ke pahle chudai karna hi nahi chahta hain!” Dimple: “Wo sach hain, magar maine hi usko bola ki humein karna chahiye. Mujhe pata tha ki tum Maya ke saath kar rahe the, isliye mujhse bhi control nahi hua aur maine Daksh ko bola ki wo mujhe chod de. Tumhari tarah mujhe bhi ek mahina ho gaya tha bina chudwaaye.” Main: “Maine ek galti ki aur tumne bhi ek galti ki, hisaab barabar. Ab hum log phir se nayi shuruaat karenge, ab hum ek dusre se cheating nahi karenge.