Meri Purani Ichha Puri Ho Gayi – Part 2
Parivar Me Chudai
Achanak meri nazar mehar ke bhai ke laptop per padi, laptop ke sath ek external dvd writer usb cable ke sath attach tha aur ab hamara kaam ban gya tha. Maine external dvd writer ki usb cable mehar ki behan ke laptop ke sath attach ki aur laptop on kya. Laptop on ho gya, koi password nahi tha is liye seedha desktop load ho gya, maine “My computer” mein ja kar dekha ke dvd writer show kar raha hai nahi, aur dvdwriter ka icon tha. So intezar ki ghadiyaan khatam, aur main abhi dvd daalne wala tha ke mere mann mein ek tarkeeb aayi aur maine mehar ko kaha – mehar agar ye cds wohi hui jo main samajh raha hoon to tum mere sath meri pasand ki erotic movies dekhogi? Simple si shart hai meri.. Mehar ko main dekh raha tha ke wo kuch excited ho gyi thi is sare cds ko chalane ki process ke darmiyan. Thodi dair mein mehar ne kaha – aur agar ye wo cds na hui to ? “To to” main kuch soch kar bolne wala tha lekin mann mein kuch a nahi raha tha, mehar meri halat dekh kar hans padi aur muskurate hue kaha – to phir movies main pasand karoongi” aur hans pari. Mehar ke moon se ye alfaaz sun kar mujhe mehar se pehle se bhi jada pyaar ho gya, kyoke usne meri khowahish ka khyal rakha tha. Jo ke shayad jeez khawahish nahi thi “I love u” maine kaha aur usko lipta liya. Chaloo cd try karte hai – maine kaha aur dvd writer ko open kya aur cd daal kar band kar diya, dvd wrtie ke chalne ki awaz aa rahi thi aur thodi dair mein icon ne display kiya ke ye movie ki cd hai ab dekhne tha ke kiss cheez ki movie hai. Mehar mere peechhe bethi apna chehra mere kandhe per rakh kar laptop ki screen dekh rahi thi – ye akhir kiss cheez ki movie hai? – mehar bhi shayad besabar ho rahi thi. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai. Pata nahi, shayad movie player download karna padega. Windows media player nahi chala pa raha hai is movie ko – to maine vlc player download kya aur install karne ke baad, dobara koshish ki ke movie ko chalaun lekin koi problem aa rahi thi aur baar baar dvd writer band ho raha. To maine puri movie ko hard driver per copy karna shuru kar diya, mehar bor hone lagi thi kyoki us ko kuch bhi hota nazar nahi aa raha tha. Khair koi saat mint ke baad copy cd copy ho gyi, to maine dobara vlc player ke sath run kya aur is dafa wo run ho gyi aur title dekh kar hi samjh aa gya ke ye kiss cheez ki movie thi. Mehar ki ankhoon mein kuch sharam si nazar aane lagi, wo screen dikh to rahi thi lekin thodi thodi dair ke liye. Ye movie english thi aur do mard aur do aurtein aur sab bager kapdon ke kisi beach per the jis per aur bhi log the lekin sab bikini mein ghoom rahe the. Kahir maine puri movie to abhi nahi dekhni thi sirf point proove karna tha. Maine laptop band kar diya aur mehar se kaha – mein theek keh raha tha na. Mehar thodi excited ho rahi thi ye sab process mein, mujhe boli -laptop kholo na thodi si dair dekh le, sab log to waise bhi so gye honge. Mere chehre per muskurahat aa gyi, meri to dili khuwahish yehi thi lekin apne inlaws ke ghar mein puri movie nahi daikhna chahta tha. Khair mehar ke liye maine dobara movie on kar di aur hum dono dekhne lage, movie mein koi story nahi thi, kuch logon ki vidoes banayi gayin thi jo beach per nage ghoom rahe the. Mehar ne mujh se poocha – kya aisi jaga hoti jahan log beach per kuch nahi pahente hai? “Haan europe mein bahot se aisi beaches hai – maine foran apni knowledge share ki. Hum kaab jeenge wahan? Mehar ne shararti anadaz mein pooncha. Jub tum bikini pehan kar dikhaogi – maine bhi mahool ko barkarar rakhne ki koshish ki.. Karachi mein bikini nahi milti hai aur na hi main pehnugi – mehar ne thoda naraz hote hue kaha, aur mein hansne laga – chalo ab so jate hai – maine thake hue andaz mein kaha, mujhe waqi neend aani shuru ho gyi thi. Mehar ne bhi meri baat se agree kya aur hum dono sone ki teyari karne lage. Maine dvd writer dobara wapas hataya aur cds ko dobara book ke andar rakha aur mehar ko de diya jo usne wapas book shelf mein rakh di. Maine laptop band karke wapas mehar ko diya mehar laptop rakhne chale gyi aur main apne bistar mein let gya aur sochna laga ke ye baatein to humne pehle kabhi nahi ki ek dusre ke sath aur mein khush tha ke chalo hamari baat to is baare mein shuru hui hai ab kahi na kahi to ye baat zarur ho jayegi, maine mehar ko bhi kabhi itna open nahi dekha tha. Routine ki zindagi phir se shuru ho gyi aur hamari baat wahi per kuch dino ke liye ruk gyi, job se ghar, khana peena, aur phir agle din ki teyari. Do week ke baad mehar ne kaha ke mujhe ammi ke ghar chhod aao ek din ke liye wahan per rishte ki baat chal rahi thi mehar ki behan ke liye jo first year mein thi. Wo log discus karna chahte the. To main usko le kar chala gya aur drop karke agle din aane ka keh kar wapas aa gya. Apne susral ka khyal aya to phir mera mann wahi batein sochne laga. Mehar nahi thi is liye mera mann kuch jada hi tez kaam kar raha tha. Maine baat ko aage badhane ka socha aur maine socha ke jab maher aayegi to hum dono mil kar koi movie decide karege. Maine pehle se kuch adult movies ki site dekhni shuru ki, ye sochne laga ke movie kisi specific topic per honi chahiye simple erotic movie shayad inti interesting na ho. Dhoondhte dhonte mujhe ek movie nazar aayi jo ke kafi interesting thi, cinema house per chal chuki thi lekin erotic ki category mein aati thi, aisa mushkil hai ke koi movie is tarah ki ho aur cinema per chale. Maine aur search ki is movie ke baare mein aur maine jitna is movie ke baare mein padha mujhe kahani achhi lagne lagi, naam tha iska “Fifty shades of grey” mujhe laga ke ye wo movie ho sakti hai jo hum do beth kar dekh sakte hai. To movie select ho chuki thi aur main mehar ke aane ka intezar karne laga. Agle din main apne susral pohucha, mehar ne kaha ke ek ghante tak chalte hai jab tak aap chai pee lo, main sab se milne ke baad ja kar drawing room mein baith gya aur chai ka intezaar karne laaga.