Meri Purani Ichha Puri Ho Gayi – Part 3
Parivar Me Chudai
Khair naya week shuru to kaam phir shuru aur mann phir masroof ho jata hai. Main lunch ke baad office mein baitha tha ke phone per kisi ka sms aaya. Maine sms padha to dil jaise drum ki tarah dhadakne laga. Message kya tha pura bomb “Movie achi thi, size bataaun to bikini le aaoge?”. Number unknown tha lekin ye message mujhe samajh aa gya tha ke kahan se aaya tha bikini ke trade mark ke sath ye meena hi ho sakti thi. Lekin ye kyo is tarah kar rahi thi, maine to kabhi usko koi ghalat intention se nahi daikha tha. Main sir pakar kar baith gya aur message dobara padha. Message ka pehle jumla tha “Movie achi thi”. Meena ko movie ke baare mein kisne bataaya, ye kya ho raha tha, mehar nahi bata sakti thi ye baat, to movie ki baat meena ko kaise pata chali. Khair maine message delete kya aur number unknown tha to block nahi kar sakta tha. Ghar mein agar koi aisa waisa message aa jata aur mehar dekh leti to sab kuch khatam ho jata. Main office se nikla, mann kaam nahi kar raha tha sahi se. Gaadi drive karna shuru ki lekin mann isi ghuthi ko suljhane mein laga hua tha aur phirr achanak sab clear ho gya. Maine hard breaks mari jo shayad mujhe nahi marni chahiye thi kyoki road kafi busy tha. Lekin mera luck ke peechhe koi nahi aa raha tha. Maine gari ko side per khada kiya aur do teen gehri saanse li. Kyoke ab mujhe sab kuch samajh aa gya tha ke ismein kasoorwar kon tha. To janab wo main khood hi tha, movie ka meena ko is tarah pata chala tha ke jis raat maine aur mehar ne wo movie dekhi thi. Us raat dvdwriter se movie nahi chal rahi thi aur maine wo puri movie laptop mein copy kardi thi. Lekin laptop wapas karte waqt main wo movie delete karna to bhool hi gya tha aur mujhe yaqeen tha ke mehar ne meena se laptop ye keh kar liya hoga ke “Laptop tumhare sahir bhai ko chahiye” so meena soch rahi hogi ke maine ye movie shayad jaan boojh kar uske laptop mein rakhi thi. Masla samajh aa gya tha aur main kafi relax ho gya tha. Ab masle ka haal nikalna baqi tha, maine dobara gaadi start ki aur ghar ki taraf chal pada. Ghar pohoncha to dekha ke meena ghar aayi hui hai, wo to kabhi bhi nahi aati hamare ghar, par ajj kaise aa gayi aur wo bhi akeli??? Mehar mere pass aayi aur kaha – meena aayi hai do din ke liye uska koi project hai aur uski friend hamare ghar se qareeb rehti hai is liye wo yahan reh kar project pura karna chahti hai, bhai chhod kar gya hai usko. Maine ahista awaz mein aur halki muskurahat ke sath kaha “Achi baat hai” aur mehar wapas kitchen chali gyi, maine uper dekha aur dil hi dil mein kaha “Ya khuda abhi to main masla samjha hi hoon, thoda time to de ke koi haal nikal sakoon”. Shayad allah ko abhi kuch aur hi azmaish deni manzoor thi. Main jute utarne laga aur mann sooch mein gum ho gya ke kya karoon aur kaise ye sab kuch sambhalu. Meena bhi shayad kitchen mein thi, wo mujhe abhi tak salam karne bhi nahi aayi thi aur main bhi chah raha tha ke kam se kam uska samna ho. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai. Abhi mera mann koi plan nahi bana paya tha, waqt bhi to nahi mila tha. Meena ghalat kar rahi thi lekin shayad usme qasoor mera tha. Kyoki uske khyal mein pehal maine ki thi aur mujhe is ghalti ko theek karna tha. Mehar ne table per khana laga diya tha aur main hath dho kar jaise hi nikla to meena samne khadi thi aur toliya uske hath me tha, mujhe dekh kar wo muskurayi lekin kuch kaha nahi aur chali gyi. Oh mere bhai ye kya drama chal hai, ashiqui 3, nahi nahi nahi mera mann kafi kuch sooch raha tha. Main table per baith gya mere ek taraf mehar aur dosri taraf meena baith gyi. Aaj khane mein parathe aur allu chatni, loki aur kaal ke murgh chole the. Mujhe to sab chize hi pasand thi lekin aaj chonke mann apni fitting mein nahi tha is liye khane per dhyan kam tha. Mehar apni behan se baate kar rhi thi, dono aamne samany thi aur main beech mein tha to kabhi kabhi main bhi hoon haan kar deta tha. Thodi dair baad hi maine mehsoor kiya ke table ke neeche mere pair per kisi ne pair rakha ho, maine foran mehar ki taraf daikha lekin wo meena se batein kar rahi thi. Phir maine meena ki taraf dekha to wo baate kaam aur haan aur hoon jada kar rahi thi, yani us ka mann kahi aur tha aur wo zahir hai ke mere pair ke uper tha. Maine apna pair hata liya aur jaldi khana khatam karne laga. Ye ladki to kisi cheez se darr hi nahi rahi thi aur jaldi ke chakkar mein mujhe thaska laga aur khoon khoon karte ankhoon mein meri ansoo aa gaye. Mehar ne kaha ruko main pani laati hoon, wo uth kar kitchen me gyi aur jaise hi kitchen ke andar gyi meena teezi se apni kursi se uthi aur meri kursi ki taraf aayi, main nahi chah raha tha ke wo jada qareeb aaye. Lekin mere sochne se pehle hi wo itna qareeb aa gayi ke uska right breast mere kandhe ko chhune laga, main thoda se apni jaga se hat gya aur meena ki ankhon mein ghusse se dekha, lekin wo khuda ki bandi per jane kya sawar tha mujhe koi darr ya sharam nazar nahi aa rahi thi uske chehre per,. Itne mein mehar pani le kar aa gayi aur meena usko dekhte hi meri kamar per halke halke hath marne lagi. “Jeeju tez kyo kha rahe hai baji ne kahan bahot achha banaya hai aaj hum sab ke liye ho jayega” meena ne mere taraf dekh ke kaha aur mehar ki hansi nikal gyi. Main bhi halke se muskurata lekin meena ki taraf nahi dekha, dono behne baith kar khana kha rahi thi, maine jaldi khana khatam kiya aur dono ko kaha ke main bahar se aata hoon, kisi ko ice cream chahiye, aur zahir hai ke dono ne hi ice cream ke liye haan kardi. Par main actually kuch waqt sakoon ka chah raha tha ke kuch plan kar sakoon. Bahar aa kar main seedha cafe chala gya, “Blue pie” cafe ke naam se thodi hi dur hai hamare ghar se, walking 10 mint ki hai. Main walk karta aur sochta hua wahan pahuncha aur chai order ki aur baith kar sochne laga ke ye sab kya ho raha hai.