Pehle Ahsaas Ki Sex Kahani – Episode 6
Pehli Chudai
This story is part of the Pehle Ahsaas Ki Sex Kahani series Ab tak aapne “Story 3: Baal baal bachi” mein padha ki Rita ko ghar ke naukar ladke Keshav ne propose kiya magar usne usko daat diya, Magar baad mein uski room partner Nusrat ne usi ladke Keshav ke saath chudva liya. Ab aage ki kahaani Riya ki jubaani jaari hain… Andar jaakar dekha to Nusrat panty me khadi thi aur uske haath me uska bra tha jo wo pahanne hi wali thi. Pahli baar uske mumme dekhe. Bhale hi wo bahut dubli thi par uske mumme ka size uske sharir ke anupaat me bada tha. Uske mummo ka size mere jitna hi tha, haalanki uska vajan mujhse thoda kam hi tha. Mujhe dekh usne smile kiya. Usne phir apne kapde pahan liye aur washroom me jaakar thoda saaf ho aayi. Uske aane ke baad main us se thodi bahut detail lene lagi taaki mere man me jo sawaal the unka answer mil jaaye. Rita: “Ho gaya tumhara poora, abhi achchha lag raha hain!” Nusrat: “Haa ho gaya, bahut relief mahsus ho raha hain.” Rita: “Isme relief ki kya baat hain?” Nusrat: “Tum jab pahli baar karwaogi tab pata chal jaayega. Tum ungli se to karti hi hogi?” Rita: “Ek do baar kiya tha bas. Magar meri to koi aadat nahi padi!” Nusrat: “Ungli to sirf trailer hain, asli maja to ladko ka lund hi dilwata hain. Phir har ladki ka alag experience hota hain. Kisi ko aadat pad jati hai to kuchh me dhairya hota hain, sahan kar leti hain kai dino tak” Rita: “Tum bhi control karo, aadat chhoot jayegi” Nusrat: “Mujhe to 2-4 din na karu to chut me khujli hoti hain. Achchha hua kaam ka bharosemand ladka Keshav yahi mil gaya” Rita: “To wo phir ab har Sunday aayega?” Nusrat: “Tum permission do to raat ko bhi bula lu?” Rita: “Sochna bhi mat, Rachna aunty ko pata chal jayega. Waise wo Rachna aunty Keshav ki lagti kya hain?” Nusrat: “Rachna aunty ka pati to unko 2 saal pahle talaak dekar chala gaya. Yeh ghar ab inka ho gaya. Tabhi se Keshav inke saath rah raha hain. Logo ki najro me Keshav inka beta hain par asal me Keshav ka kaam Rachna aunty ko khush karna hain.” Rita: “Khush karna matlab!” Nusrat: “Keshav ne bataya ki wo Rachna aunty ki masaaj kar maje dilata hain. Simple wali masaaj nahi, Rachna aunty nangi hokar masaaj karwati hain.” Rita: “Phir to yeh dono chudai bhi karte honge” Nusrat: “Maine puchha tha Keshav ko par usne bataya ki usne kabhi Rachna aunty ko choda nahi hain, par unke mumme aur chut ko masaaj dekar khush jarur kiya hain” Rita: “Jhooth bola hoga, itna sab kuchh karta hain to to phir choda bhi to hoga hi” Nusrat: “Humein kya karna, mera kaam to ho raha hain. Tu pata karna kisi din. Rachna aunty ka code word hain ki ‘Keshav paani to pila’. To phir samajh jana ki ab Rachna aunty ki masaaj hone wali hain” Main jis Keshav ko seedha sadha samjh rahi thi wo to bahut tej nikla. Ek taraf talaakshuda Rachna aunty ko khush karta hain to dusri taraf shadushuda Nusrat ko chod kar khush karta hain aur us din mujh kunwaari par line maar raha tha. Main to Kesahv ko nahi mili par usne Nusrat ko fansa liya, ya phir Nusrat ne hi Keshav ko fansa liya tha. Ab mujh me double utsukta thi. Ek taraf janna tha ki Keshav kis tarah Rachna aunty ko khush karta hain aur dusri taraf dekhna tha ki Nusrat kis tarah chudwa kar maje leti hain. Agle Sunday main apne mummy papa se milne ghar gayi thi par unko bol diya ki ab main ek sunday chhodkar dusre Sunday hi aaungi. Next sunday ke pahle maine koi bahana maar kar Nusrat ko bol diya ki is sunday main kamre par hi rahungi. Nusrat ne yahi bola ki mujhe thodi der kamre se baahar rahna padega jab Keshav aayega. Main to yehi chahti thi ki wo ek baar bol de ki main wahi ruk saktii hoon taaki main pahli baar koi chudai apni aakhon ke saamne dekh paau. Nusrat ne phir mujhse ek request ki. Usne bola ki Keshav ko mere bra aur panty ki design bahut pasand aayi hain aur uski ichchha hain ki Nusrat ek baar mera bra pahan kar us se chudwaaye. Ek baar to maine Nusrat ko saaf mana kar diya ki andar ke kapde share nahi karne chahiye. Nusrat ne bola ki wo sirf bra maang rahi hain panty nahi. Bra bhi wo mujhe dhokar de degi. Usne decision mujh par chhod diya ki main usko apna bra dena chahungi ya nahi. Maine socha yahi mauka hain ki main unki chudayi dekh sakti hoon. Rita: “Wo Keshav waise hi mujh par gandi najar rakhta hain. Ho sakta hain wo mere bra ke saath kuchh galat harkat kare” Nusrat: “Main hoon na! main dhyaan rakhugi” Rita: “Nahi, main khud dhyaan rakhugi. Main dekhti rahungi ki wo kuchh galat to nahi kar raha” Nusrat ab mujhe ghurne lagi aur phir jor jor se khilkhila kar hasne lagi. Mujhe bahut ajeeb laga aur maine us se hasne ka kaaran puchha. Usne hanst huye hi mujhe jawaab diya. Nusrat: “Seedha bol na ki tujhe chudayi dekhni hain. Chal dekh lena” Rita: “Aesi baat nahi hain, main sirf mere bra ka misuse na ho yeh dekhne ke liye rukungi” Nusrat: “Sab pata hain mujhe ki tumhe kya dekhna hain. Koi baat nahi dekh lena” Mujhe laga ki mera to bhaanda foot gaya hain to maine gussa dikhate huye Nusrat ko bol diya ki mujhe is kaam ke liye usko bra nahi dena hain aur kuchh dekhna bhi nahi hain. Nusrat ne mujhe manaane ki bhi koshish nahi ki, varna main ek baar me maan jaati. Waise bhi wo mujhse kabhi meri mahangi chije nahi maangti thi. Mere haath aaya ek mauka nikal gaya jab main pahli baar live chudai dekh sakti thhi. Ab mujhe kame ke baahar khade hokar hi sab sunna tha. Agli subah main kiraya dene Rachna aunty ke yaha pahuchi. Unko kiraya dekar main baahar aa rahi thi tabhi Rachna aunty ne Keshav ko bulaya aur kaha ki “paudho(Plants) me paani pilana hain”. Mere dono kaan khade ho gaye. Nusrat ne jo bataya tha uske hisaab se yeh code word hain. Matlab Keshav abhi Rachna aunty ko maja dilaane wala tha. Maine dekha ki Rachna aunty uthh kar apne bedroom me jaane lage. Main baahar aane lagi aur dekha ki Keshav haath me oil ki shishi lekar kamre ki taraf aa raha tha. Main baahar aa gayi thi.