Phir Shak, Sex aur Satyaanaash – Episode 10
Parivar Me Chudai
This story is part of the Phir Shak, Sex aur Satyaanaash series Ab tak aapne padha ki Prashant ne apna purana tarika aajmaya aur chudai ke nashe me dubo kar Niru ki JijaJi se chudai ka sach kabulwaya. Niru aur Prashant talaak lekar alag ho gaye aur Prashant ko bachche ke DNA test ka inejaar tha. Ab aage ki kahaani Prashant ki jubaani jaari hain… Ek baar phir main akela pad chuka tha. Khaali ghar kaatane ko daudata tha. Par ab yeh sochkar apne man ko bahla leta tha ki bewafa Niru ka is ghar me naa rahna hi behtar hain. Finally mujhe DNA test ki report mili. Kaampate haathon se maine wo report kholi. Result kuchh bhi hota, dono hi case me mujhe bada jhatka lagne wala tha. Report padhkar mujhe bahut khushi mili. Magar phir bhayankar chinta me padh gaya. DNA test ke hisaab se wo bachcha mera hi tha. Wohi bachcha jis par mujhe janam ke pehle se hi shak tha ki wo JijaJi ka hain. Ab main gahri soch me tha. Kya iska matlab yeh hain ki Niru ne kabhi JijaJi se chudwaya hi nahi hoga! Ya phir bhale hi wo bachcha mera hain magar ho sakta hain Niru ne JijaJi se chudwaya ho. Magar ek sach to yeh tha ki apne shak ki vajah se maine apne hi bachche ko kisi aur ko god de diya tha. Is bachche ko lekar maine Niru ko kitne taane maare the. Main phir se Niru ke office ke baahar pahucha taaki kam se kam us se maafi maang saku ki maine hamaare bachche ko lekar usko jo itna sunaya tha. Niru ko bhi wo DNA report mil hi gayi thi. Hum dono ki najre mili. Niru ka vajan is beech thoda aur badh gaya tha. Usne mujhe dekha aur ignroe karte huye thoda aage chali gayi. Maine usko roka, wo nahi ruki aur main uske saamne aakar khada ho gaya aur raasta rok liya. Niru sadak ki taraf muh karte waha khadi ho gayi. Prashant: “Main bas tumse sorry bolne aaya hoon” Niru: “DNA report aane ke pehle yeh sorry bola hota to iski jyada value hoti. Abhi mujhse milne ki jarurat nahi hain” Prashant: “Pehle maaf to kar do” Niru: “Tumne jo kiya han uski maafi ek baar de chuki thi, magar tumne wohi galti repeat ki thi” Main Niru se sorry bolte huye usko mana hi raha tha. Phir mujhe kya sujha ki maine Niru ka haath pakad liya. Usne ek jhatke me apna haath chhudaya aur mere chehre par ek chaanta maar diya. Niru: “Hamara talaak ho chuka hain aur tum mera haath pakadane ka adhikaar kho chuke ho. Tumhare parents ka dhyaan rakhte huye police se shikayat nahi kar rahi par aayinda se aesi harkat mat karna” Iske baad meri phir se himmat nahi huyi ki Niru se milne jaau. Magar kismat me us se phir milna likha tha. Kuchh dino baad hi jab main apne ghar ja raha tha to railway station par maine Niru ko dekha. Saath me uske JijaJi bhi the jinki vajah se yeh sab hua tha. JijaJi se meri hi-hello huyi aur phir akele me unse baat huyi. Prashant: “DNA report se sab saaf ho gaya ki main galat tha. Magar Niru ab mujhe dusra chance dene ko taiyar nahi hain” JijaJi: “Niru abhi pregnant hain. Tumhe shak nahi hain ki wo bachcha kiska hain!” Prashant: “Niru Pregnant hain!! Ohh, isliye uska thoda vajan badha hua lag raha hain. Magar usne to talaak ke time abortion ki permission le li thi” JijaJi: “Wo to tumhara bachcha tha jo usne abortion karwa liya tha. Magar abhi jo uske pet me hain wo mera bachcha hain” Prashant: “Kya!” JijaJi: “Maine kaha tha na ki ek na ek din to main Niru ko fasa kar chod hi dunga” Prashant: “Magar aapne to kaha tha ki aap sirf mera test le rahe the, aur aapki Niru ke liye soch galat nahi hain” JijaJi: “Jhoothh kaha tha. Kyu ki us time Niru tumse pyyar karti thi, isliye usko fasa kar chod nahi paya. Magar jaate jaate maine shak ek aesa beej bo diya ki tumne khud Niru ka tumhaare prati pyaar ko nafrat me badal diya” Prashant: “Matlab, us dauran aapke aur Niru ke beech kuchh nahi hua tha!” JijaJi: “Pahli raat mujhe jamin par sona pada. Socha tha Niru mujhe apne saath sone ko kahegi par usne nahi kaha. Dusri raat bhi koi chance nahi tha, isliye baahar aa gaya aur tumko andar bhej diya” Prashant: “Niru sahi thi aur main galat” JijaJi: “Tumne mera kaam jarur aasan kar diya. Tumse alag hone ke baad Niru ek kora kaagaj thi, uske dil me utarna aasaan ho gaya aur iska result dekh lo. Mera bachcha uske pet me hain” Prashant: “Tum bahut harami ho. Magar Niru tumhare saath chudne ko ready kaise ho sakti hain!” JijaJi: “Wo kaha maan rahi thi, bahut koshish ki tab jaakar wo fasi hain. Batata hoon puri kahani, tum bhi maje lo, ab to wo tumhari biwi bhi nahi rahi.” JijaJi ne phir apni aur Niru ki pahli chudai ki kahaani batayi. Talaak ke baad Niru bahut dukhi thi, talaak se jyada dukh abortion karwaanne aur bachche ke DNA test karwaane ki vajah se tha kyu ki mujhe bachche ke asli baap par shak tha. Kaafi dino tak Niru ghar se baahar hi nahi nikli. Usne jo chhuttiya li thi wo bhi khatm hone aayi thi. Jija Niru ko waapis chhodne ke liye mere shahar aaye the jaha Niru ka office bhi tha aur kiraaye ka ghar liya tha. JijaJi ne jaanbujh kar ek din wahi rukne ka plan bana liya tha. Udaas Niru ko sahara dene ke liye usko gale se lagaya. Gale lagaate waqt uski peethh par haath ferte huye uske badan ko bhi mahsus kiya. Niru rote huye shak ke kisse suna rahi thi. JijaJi ne Niru ko chup karaya aur phir achhanak se uske honthho par kiss kar diya. Niru awaak si khadi ho JijaJi ko dekkhte hi rah gayi. Niru: “Yeh kya tha JijaJi? ” JijaJi: “Mujhe tumhaari haalat nahi dekhi ja rahi hain. Apne man ke dukh ko bhulaane ke liye tumhe sharir ke sukh ki jarurat hain. Wo main tumhe dena chaahta hoon” Niru: “Yeh aap kya kah rahe ho JijaJi? Maine do baar naadani me koshish ki thi aur aapne mujhe dono baar thappad maar kar dur kiya tha aur sahi raasta dikhaya tha. Aaj aap khud hi…” JijaJi: “Us waqt tumeh itni jarurat nahi thi jitni aaj jarurat hain. Ho jaane do hum dono ka milan” Niru: “Magar yeh galat hain. Aap meri didi ke pati ho.