Swapping Ki Ek Hasin Raat – Episode 1
Desi Chudai
This story is part of the Swapping Ki Ek Hasin Raat series 22 saal ki Rashi apne bistar par pade kapde bag mein jama rahi thi. Dhyaan rakh rahi thi ki koi bhi saamaan naa chhut jaaye. Saare kapde jama liye magar bag band karne se pehle ruk gayi. Rashi ko kuchh yaad aaya aur almaari ke paas pahuchi hi thi ki tabhi Rashi ka husband Rohan kamre mein aaya aur bhara hua bag dekhkar sawaal daag diya. Rohan: “Arre wo tumhaari pink waali saree rakhi ya nahi, wo meri favorite hain” Rashi almari ke karib pahuch kar ruk gayi aur mudkar Rohan ko dekha aur jawaab diya. Rashi: “Tum mujhe yeh baat teesri baar puchh rahe ho. Aesa kya khaas hain us saaree mein?” Rashi ne almaari kholi aur usme se ek saaman ka chhota packet le liya. Rohan: “Tum us pink saaree mein baut sexy lagti ho. Waise bhi shadi mein ja rahe hain, itna rangeen mahaul hoga, meri chudai ki ichchha hogi aur tum us pink saree mein hogi to chudai ka maja duguna ho jayega” Rashi haath me wo packet liye bag ke paas aane ko badhi. Rashi: “Sab pata hain pink saaree kyu rakhwaayi tumne, kyuki tum Kabir ko jalana chaahte ho. Usi ne to gift ki thi mujhe hamari shaadi par” Rohan: “Tumhaare haath mein kya hain?” Rashi: “Wohi chij jiski jarurat tumhe shadi mein padegi aur jiske liye pink saaree rakhwaayi hain. Condom hain, nahi lena kya!” Rohan: “Thode jyada le lena, jyada mood hua to kaam aayenge” Rashi ne condom ko bag ke side pocket me ghusa diya. Rohan: “Agar tumhe pata hain ki maine wo pink saaree Kabir ko jalaane ke liye rakhwayi hain to phir tumney wo saaree saath kyu li? Tum bhi chaahti ho na ki Kabir tumhe us saaree mein dekhe?” Rashi bag band karte huye ruk gayi aur haath baandh kar Rohan ke saamne khadi ho gayi aur usko ghurne lagi. Rashi: “Pink Saree maine tumhaare kahne par li hain. Rahi baat Kabir ki to main usko har tarah ke kapdo mein achchhi hi lagti hoon” Rohan: “Jo chij nahi miilti hain na uske liye to aadmi tadapata hi hain” Rashi: “Tum to chup hi raho, ek number ke dhokhebaaj ho. Kabir mujhe chaahta tha usne yeh baat tumhe batayi thi par tumney mujhe jhoothh kaha ki wo mujhme interested nahi hain aur khud tumne mujhe propose kar diya” Rohan: “Mere liye haa to tumney hi bola tha na! Main bhi to tumhe utna hi pasand tha!” Rashi: “Shukra manao Kabir ka ki wo hum dono ke beech mein nahi aaya aur chup raha. Hamari shadi ke pehle agar usne mujhe bata diya hota ki wo mujhe pyaar karta hain aur tumhaare kaaran chup raha to abhi tum mere liye tadap rahe hote” Rashi ne bag ki chain band karte huye Rohan ko bola. Rohan aage badha aur Rashi ki kalai pakad kar apni taraf muh ghumaya. Rohan: “Achchha, kya karti tum! Mere bajaay Kabir se shadi kar leti?” Rashi: “Kya pata kar leti! Waise bhi baaton mein kya rakha hain. Ek saal hone wala hain hamari shaadi ko aur is beech mera istemaal karte huye tumney us bechare Kabir ko kai baar jalaya aur tadpaya hain ” Rohan: “Chinta mat karo, wo ab aur nahi tadpega, kal uski shaadi hain. Hum Kabir ki shaadi mein to ja hi rahe hain, dekh lena usko uski humsafar mil gayi hain. Wo bhi tumko bhool kar aage badh jaayega” Rashi: “Mujhe koi ummeed bhi nahi hain ki wo mujhe zindagi bhar yaad karein ya tadpe” Rohan: “Sirf wo Kabir hi tumhaare liye tadap raha hain ya tum bhi uske liye utna hi tadapati ho?” Rashi: “Mere paas in faaltu sawaalo ka koi jawaab nahi hain” Rohan: “Achchha yeh to batao ki wo pink saaree tumney kyu rakhi, Kabir ko impress karne ka iraada to nahi?” Rashi: “Mujhe usko impress karne ki jarurat nahi hain. Wo pink saaree usi ne mujhe gift di hain. Agar main wo saaree aaj raat uske ladies sangeet ke program mein pahnungi to usko achchha hi lagega” Rohan: “Haa, magar jyada naach kar thak mat jana” Rashi: “Kyu!” Rohan: “Bhool gayi, us pink saaree mein main tumhe aaj raat chodne wala hoon, tum naachte huye thak gayyi to phir raat ko bahaane maarogi ki aaj rahne do..” Rashi: “Chod lena, nahi mana karungi. Magar ek baat ka dhyaan rakhna ki is baat ka dhhindhora dosto mein mat pitna ki tum mujhe raat ko chodne wale ho, khaas taur se Kabir ke saamne to bilkul nahi” Rohan: “Kyu! Tumhaare aashiq ko bura lag jaayega!” Rashi: “Meri aur tumhaari shaadi ho chuki hain, usko to yeh baat pata hi hogi ki hum dono aapas mein chudai karte hain” Rohan: “Jab sabko pata hi hain to aur bataane mein kya jata hain?” Rashi: “Kyuki tum aesi baat karke us bechaare Kabir ko aur jalaate ho. Agar main tumhaari bajay us se shadi kar leti aur wo bhi tumhe is tarah sataata to?” Rohan: “Usne tumhe propose karne ki himmat nahi dikhai aur maine baaji maar li” Rashi: “Jo bhi ho, mujhe bura lagta hain Kabir ke liye. Agar Kabir se shaadi ki hoti to phir tumhaare liye bhi itna hi bura lagta” Rohan: “To tum bhi Draupadi ke paanch patiyo ki tarah do-do pati rakhne ki to nahi soch rahi thi?” Rashi: “Agar do pati rakh leti to tum dono ko pata chal jata, agar main ek ke saath hoti to dusra taras raha hota” Rohan: “Kyu! tum hum dono ke saath threesome bhi to karwa sakti thi!” Rashi: “Paagal ho tum! jab dekho sirf chudai ki baatein. Saath rahne ka aur bhi matlab hota hain, sirf chudai jaruri nahi” Rohan: “Aur kya hota hain saath mein, batao?” Rashi: “Timepass mat karo, chalo abhi taiyar hona shuru karo. 3 ghante ka drive hain” Rohan: “Yeh kabir bhi na, uska ghar job, mummy papa, dost vagerah sab yaha is shahar mein hi hain par shaadi usko apne pushteni ghar mein itna dur jaakar karni hain. Ab hum sab logo ko uski shaadi ke liye itna dur jana pad raha hain!” Rashi: “Uncle aunty ka iklauta ladka hain, wo chaahte hain ki shaadi unke pushteni ghar mein hi ho” Rohan: “Ohhh Uncle-Aunty! Wo to bechaare tumko apni bahu tak maanane lag gaye the. Dekha nahi jab hum sab frienda Kabir ke ghar jaate to sirf tumhaare sir par haath rakh kar tumko special aashirvaad dete the” Rashi: “Unki koi beti nahi hain isliye mujhe apni beti maante hain” Rohan: “Agar tum unki beti ho to phir Kabir ki bahan huyi naa!” Rashi ne Rohan ko ghur kar dekha aur Rohan chup ho gaya aur smile karna band kar diya.